Dhanyawad Ke Sath stuti Gaunga
DHANYAWAD KE SAATH dhanyawad ke sath stuti gaunga hey yeshu mere khuda upkaar tere hai beshumaar koti koti suti dhanyawaad ........ .2 yogyata se badhke diya hai apni daya se tune mujhe mangne se zyaada mila mujhe abhaari hu prabhu mai ........... 2 dhanyawad....... tu hai saccha zinda khuda hai tujh par hee bharosa mera seva puri karke paun inaam prabhu aisa do vardaan ........2 dhanyawad........